Hadith hai..........
.. musalmaan musalmaan ke liye aaina he
jaise
aaiyena dekhte hi apni achchaiyaan aur buraiyaan samne aajaati hen aise hi
dosre musalmaan bhai ko dekhkar apni khaami aur khoobi bhi nazar aajaati he
agr hamare bhi men koi khoobi he jo ham are andar nhi to us khoobi ko apnaane
ki koshish karen aur agar koi khami ya burai he to ghor karen ke wo burai mujh men to nhi agar khuda nakare ho to us ko khatam karne ki koshish karen aur agar nhi to malhooz rakhkhen ke kabhi wo ghalati ham se sarzad na ho ..neez aaine ki khusoosiat ye he ke wo kisi ke aiyeb aur burai ya daagh dhabbe doosron ko nhi batata ..
aise hi kisi ki burai dooosroon ko nhi bataani chahiye ..
burai byaan karna gheebat he aur gheebat gunaahe kabeerah he ..is ki aur bhi tafseelo he ..
ye he hamaare Nabee allallahu Alaihi Wasallam ki taleem apni ummat ke liye ..ab dekhna he ham kitna amal karte hen ...?????
allah amal ki taufeeq ata farmae

No comments:
Post a Comment